Pathan Daryaa k Kinaray 2

Monday, May 18, 2009 ·

1 Daryaa k Kinaray 2 Sardar Chamach se darya main Dahi daal rahy thay.
1 Pathan ne dekha to Pucha: Khocha ye kya kar rahy ho?
Sardar: Hum Lassi Bana rahy hain.
Pathan: Ha ha ha ha.. O Pagal ka bacha loog isi liye tum par lateefay banataa hai.
Itni Lassi Tumhara Baap Piye Ga?

0 comments:

Post a Comment